1. kala jado sehar kabos ka quran pak se toor
as salamu allaiqum
yeah is kisam ka sehar hota hai k is main
mobtala shaks ko akser wa bashter bht zada
neend atee hai aur neend main mareez kisi
bare shakel walay hawan ya darahoni shakel
wali ajeb wa gareb maklook ko deakta hai aur
yeah shakel is k uper sawar ho kar is ka sena
ko dabatee hai aur sans ghoote hai jis
waquati toor per insan ki harket band ho kar
awaz rook jatee hai neend main insan chikna
chilana chata hai mager bah wajood koshes
ka kamyab nahi ho pata johe wo shakel sena
ka uper se apna wazan hatee hai mareez
badar ho jata hai aur bad hawase k sath apna
app ko tatol ta hai aur heran wa sir garda
hota hai is ko kohi tebi wajood be nahi hotee
is jado ka main quaran pak se toor likh deta
hoo
yeah amal sirf muslim ka liya hai is amal ko
sirf muslim kareen non muslim nahi kareen
surah modasir ki aiyat ko bah wazu halat
main zafran wa mashak se kisi safaid kagaz
per likha aur is per surah modasir 11
martabah darood pak awal wa akhir 11
2. martabah par kar dam kareen aur mareez ka
galay main ya sedah bazu per bande
aiyat yeah hai
رُ ثّ دّ مُ لْ ا هاَ يّ أَ ياَ﴿١
رْ ذِ أنَ فَ مْ قُ﴿٢
رْ بّ كَ فَ كَ بّ رَ وَ﴿٣
رْ هّ طَ فَ كَ بَ ياَ ثِ وَ﴿٤
رْ جُ هْ فاَ زَ جْ رّ والَ﴿٥
رُ ثِ كْ تَ سْ تَ ننُ مْ تَ لَ وَ﴿٦
رْ بِ صْ فاَ كَ بّ رَ لِ وَ﴿٧
2) surah mudasir 7 martaba awal wa akhir darood
sharif hazara 11 ,11 martaba par kar pani banahe
aur is pani ko din raat 5 martabah bismil lahe
shafiwa raad_E_sehar be hormate surah modasir
par kar mareez peya inshallah 21 din main theek
ho jaha gais bemare wa sehar se hamesha se chot
kara mil jaha ga
dua main yaad rakheya ga
amel soname
amel_soname@yahoo