More than Just Lines on a Map: Best Practices for U.S Bike Routes
Jadogar Ko Pachan Ny Ki Neshaniya
1. JADOGAR KO PACHAN NY KI NESHANIYA
as salamu allaiqum
jadogar ko pachan na ki kafe neshaniya hai jin main se kuch batata ho
app logo ko
24)jadogar bohat aker kar chalta hai
25)jadogar apna app ko sab se bar kar samjhta hai ka mujh se
bara kohi nahi
26)jadogar apna app ko yeah samjhta hai ka mera mokabala ka
kohi be nahi main he sab se bara ho
27)jadogar akser is tarah ka alfaz boolte hai ka mera kata pani
na manga , main jis jaga se gozar jao wo jaga banjer ho jate
hai , jis khat se ghuzar jao fasal ujar jate hai , jis tarah sanp
ka dasa se banda nahi bach sakta is tarah mera dasa se
banda nahi bacha sakta , main pet picha var karta ho mu
per nahi karta , mera war kabe khali nahi jata , main jis ka
picha lag jao wo mujh se pana mangta hai , tum ko mujh se
mafe mang ni hoge , tum ko mera paro main ana pare ga ,
tumare kamahe molve mola or hakim khahe gay
28)ager kohi shaks jadogar ko allah ki bateen sunahe or us ko
allah ka azab se darahe to wo haasta hai or kehta hai allah
wegara kuch nahi hota
29)jadogar allah ka nam or quran se nafrate karta hai
30)ahsa shaks jo ghu ya peshab khata ho chup chup kar
31)jadogar janver ko begar bismillah pare zebah kardeta hai
32)jadogar logo per apna ghosa bohat zahir karta hai
33)jadogar ki ankhe lal rehtee hai
34)jadogar bachan rehta hai
35)jadogar paso ka kuta hota hai paso ka dewana hota hai
bohat he lalchi hota hai
36)jadogar sharab peta hai
37)jadogar orto ko bare ghoor ghoor kar deakta hai or un ka
sharamgaho per apni nazar jamata hai or jadogar orto se
sex ki bohat khowahish rakhta hai
38)ager jadogar kisi shaks se baat kareen or us bande ka sir ka
uper deakha or nazre ghooma ghooma kar ishare se ankhe
helahe or deak na wala shaks foron samjh jahe ka yeah
jinnato ko hukum deen raha hai or is shaks se ahinda kinara
2. kashe ikhtayaar kareen
39)jadogar napak rehta hai
40)jadogar roze nahi rakhta
41)jadogar kufreya manter perta hai
42)jadogar kisi be shaks se us ki mah ka nam pouchta hai
bahana bana bana kar taka baad main wo jado kar sake
assani se
43)jadogar kabe kohi janwer talabkarta hai or us ka khone
mareez ka jisam main lagata hai
44)jadogar jab kisi mareez ka elajh karta hai to us ko hukum
deta hai ka kuch dino ka liya kisi ahsa kamra main chala jao
jaha per sorajh ki rooshni na ate ho yeah wo is liya karta hai
q ka jadogar raat ki tareki main jado karta hai or jado
andara main kam karta hai rooshni main jado ka asar kam
ho jata hai or jado toot jata hai akser suraj ki rooshni jado
ka asar ko toor date hai q k andera ko ujala kha jata hai
45)jadogar mareez se is baat per amal karna ka liya kehta hai
ka kuch dino ka liya pani ko hath na lagahe or yeah alamat
is baat ki hai ka yeah jadogar jsi jin se madat le raha hai wo
isahe hai
46)jadogar log akser kabrustan main ata jata rehta hai
47)jadogar new morde ki kaber per bare shok se jata hai taka
us ka hamzad ko kabo kar saka
apko ager in alamat main se kohi alamat kisi shaks se milte ho
or yaqeen be ho jahe ka yeah jadogar hai to foron is se milna
julna band karde begar kisi larahe ka ahista ahista khodi picha
hat jahe ahsa shaks se milna se
dua main yaad rakheya ga
amel soname
(amel_soname@yahoo)