SlideShare ist ein Scribd-Unternehmen logo
1 von 6
HRELATE.COM
Acchi Sehat Chahiye to Roj Le Poshtik
Aahar(Nutritious Food)
• Aajkal ki bhagdod bhari life mai naa hi kisi ke paas thik tarike se khane ka
samay hai aur naa hi sone ka. Aur iss tarah ki jivan sheli se sharir par to asar
padega hi. Isliye adhiktar log apni bimari ka illaj karwane ke liye roj doctaro
ke clinic ke chakkar katate najar aate rehte hai.
• Bimari aur sehat dono ka rasta hamare khanpan se hokar gujarta hai. Agar
aap yeh bhi jaan le ki kon se aese aahar hai jinhe khakar ham bimariyo se
bach sakte hai to fir aapko pareshan hone ki jarurat hi nahi padegi. Saahi
aahar aur poshan sharir ke liye bahut jaruri hota hai. Yaha tak ki doctor bhi
kehte hai yadi aap apna aahar sahi kar le to aap dawao par kam kharch kar
sakte hai.
• Isliye santulit aahar ko apni rojmara jindagi mai shamil kare aur sehatmand
rahe. To aaiye jante hai kuch Nutritious Food ke bare mai, jinka sevan karke
aap swasth jivan ji sakte hai.
hrelate.com
hrelate.com
hrelate.com
Poshtik Aahar (Nutritious Food) Ke Sevan se Rahiye Swasth
Jis aahar mai sabhi tarah ke poshak tatva jaise carbohydrate, protein, vasa, vitamins,
minerals aur fiber samuchit anupat mai ho, use santulit poshtik aahar kaha jata hai.
Yeh baat to spast hai ki ye poshak tatva kisi ek ya do khadya padharto mai nahi balki,
vibhinna khadya padharto mai paye jate hai. Poshak tatvo ki ye matra pratyek vyakti ki
umra, sharirik sarachna aur shararik-mansik sakriyata par nirbhar karti hai.
• Palak (Spinach)
Palak aur hari pattedar sabjiyo mai Vitamin aur protein paryapt matra mai paya jata hai.
Hari pattedar sabjiyo mai mojud poshak tatva aapko sehatmand banaye rakhte hai.
Inme Iron, Calcium, Vitamin K, vitamin A aur Selenium jaise jaruri poshak tatva paye
jate hai. Palak ko mashpesiyo ke nirman ke liye behad upyogi mana jata hai. Palak
Alzheimer se bhi dur karne mai madad karta hai. Palak ko sabji, salad, aamlet aur yaha
tak ki pizza mai bhi shamil kiya ja sakta hai.
hrelate.com
• Nuts
Roj ek mutthi bhar nuts khane se aap din bhar tarotaza aur active mehsus karenge. Nuts mai
baadam(Almond) aur akhroth jyada mahtva rakhte hai. Baadam khane se dimaag tej hota hai
aur khoon badta hai. Baadam ke andar accha cholesterol aur accha vasa paya jata hai. Jo sharir
ke liye bilkul bhi kharab nahi hota hai. Isme resa hota hai. Jo sharir se vasa ko jala kar use
swasth aur active banata hai. Agar aap rojana badam khate hai to aapki tond nahi niklegi.
• Ankurit Anaj (Sprouts)
Ankurit anaj sehat ke liye behad upyukt mana jata hai. Yeh poshak aur jivant aahar mana jata
hai. Yeh turant sharir ko takat aur urja deta hai. Ankurit karne se anajo ki poshtikta badh jati
hai. Masalan sukhe bijo mai vitamin C ki matra lagbhag 10 guna hoti hai. Fiber se bharpur
ankurit anaj ko aasani se pachaya ja sakta hai. Ise khane se pet sambhabdi samsya bhi dur hoti
hai aur pachan tantra majbut banta hai. Aur sabse majedar baat to yeh hai ki ise kisi bhi
mousam mai khaya jaa sakta hai.
• Dahi (Curd)
Dahi aasani se pach jati hai. Aur yeh pet ko Probiotic pradan karti hai. Yeh ek accha bacteria hota
hai. Jo jaundice se ladne mai sahayak hota hai. Roj khane ke sath thodi dahi le. Isse aapka pet
bhi thik rehta hai.
hrelate.com
• Aavla (Amla)
Aavala mai bahut sara vitamin C paya jata hai. Aap aamle ko kaccha ya fir sujha kar kha sakte hai.
Iske alawa ise livar ko saaf karne ke liye juice mai bhi prayog kar sakte hai.
• Shahad (Honey)
Agar vajan jald gayab karna hai. To garm pani mai shahad milakar roj subah khali pet piye. Isme
carbohydrate hota hai. Jo khane ko aasani se hajam karta hai aur sugar level ko bhi balance
karta hai. Kosis kare ki chini ki jagah iska prayog kare. Aap shahad ko nimbu pani ke sath bhi
pee sakte hai.
• Brokali
Ek cup brokali mai ek santre ke barbar Vitamin C hota hai. Iske saath hi usme protein bhi hota
hai. Yeh ek urja ka strot ka ek bada strot hai. Gobhi jaise dikhne wali yeh sabji behad poshtik
aur gunkari hoti hai.
• Dudh(Milk)
Dudh ek sampurn aahar hai jisme mineral, protein, vasa, carbohydrate, aur vitamin uccha matra
mai paya jata hai. Ise ya to dahi ya panir ke rup mai khaya ja sakta hai. Ya fir keval dudh hi piya
ja sakta hai.Yeh aapko dono hi prakar se labh pahuchayega.

Weitere ähnliche Inhalte

Andere mochten auch

Regular Expressions Demystified
Regular Expressions DemystifiedRegular Expressions Demystified
Regular Expressions DemystifiedPhilip Tellis
 
Lake Forest Arts Presentation
Lake Forest Arts PresentationLake Forest Arts Presentation
Lake Forest Arts Presentationarezac
 
Learning from games : Dr Joanne O'Mara
Learning from games : Dr Joanne O'MaraLearning from games : Dr Joanne O'Mara
Learning from games : Dr Joanne O'MaraPublicLibraryServices
 
Expectation of Corporates from Professionals
Expectation of Corporates from ProfessionalsExpectation of Corporates from Professionals
Expectation of Corporates from Professionalsdeepak1983
 
Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.
Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.
Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.Jamal Mirza
 
Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712
Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712
Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712Samit Malkani
 
English curriculum studies 1 - Lecture 1
English curriculum studies 1 - Lecture 1English curriculum studies 1 - Lecture 1
English curriculum studies 1 - Lecture 1DET
 
Main Bitiya Rani Hoon Na
Main Bitiya Rani Hoon NaMain Bitiya Rani Hoon Na
Main Bitiya Rani Hoon NaSunil Kakkar
 
Tori.fi ostoaie ja big data
Tori.fi ostoaie ja big dataTori.fi ostoaie ja big data
Tori.fi ostoaie ja big dataJussi Lystimaki
 
IND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for Elderly
IND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for ElderlyIND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for Elderly
IND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for ElderlyDFC2011
 

Andere mochten auch (16)

Regular Expressions Demystified
Regular Expressions DemystifiedRegular Expressions Demystified
Regular Expressions Demystified
 
Lake Forest Arts Presentation
Lake Forest Arts PresentationLake Forest Arts Presentation
Lake Forest Arts Presentation
 
Learning from games : Dr Joanne O'Mara
Learning from games : Dr Joanne O'MaraLearning from games : Dr Joanne O'Mara
Learning from games : Dr Joanne O'Mara
 
AATE handout
AATE handoutAATE handout
AATE handout
 
Expectation of Corporates from Professionals
Expectation of Corporates from ProfessionalsExpectation of Corporates from Professionals
Expectation of Corporates from Professionals
 
Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.
Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.
Hamare Rusoom wa Quyood: Syed Ali Naqi Naqvi Sahab t.s.
 
olajide doc.PDF
olajide doc.PDFolajide doc.PDF
olajide doc.PDF
 
Office
OfficeOffice
Office
 
Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712
Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712
Samit Malkani_TiE Institute_Social Media Content Strategy_280712
 
"Lima una ciudad de reyes"
"Lima una ciudad de reyes""Lima una ciudad de reyes"
"Lima una ciudad de reyes"
 
S.S.C. Certificate0001
S.S.C. Certificate0001S.S.C. Certificate0001
S.S.C. Certificate0001
 
English curriculum studies 1 - Lecture 1
English curriculum studies 1 - Lecture 1English curriculum studies 1 - Lecture 1
English curriculum studies 1 - Lecture 1
 
Main Bitiya Rani Hoon Na
Main Bitiya Rani Hoon NaMain Bitiya Rani Hoon Na
Main Bitiya Rani Hoon Na
 
Tori.fi ostoaie ja big data
Tori.fi ostoaie ja big dataTori.fi ostoaie ja big data
Tori.fi ostoaie ja big data
 
Traim lima 2
Traim lima 2Traim lima 2
Traim lima 2
 
IND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for Elderly
IND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for ElderlyIND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for Elderly
IND-2012-119 SBS Harvar ki Dhani -Safety Net for Elderly
 

Mehr von cshradhha

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khascshradhha
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Guncshradhha
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshancshradhha
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpurcshradhha
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindicshradhha
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbicshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbecshradhha
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upaycshradhha
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasthcshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankaricshradhha
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajancshradhha
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundarcshradhha
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasthcshradhha
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Faydecshradhha
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptomscshradhha
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantcshradhha
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)cshradhha
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during periodcshradhha
 

Mehr von cshradhha (20)

Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye KhasBridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
Bridal Mehndi Designs in Hindi: Dulhan Ke Liye Khas
 
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk GunCustard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
Custard Apple Benefits in Hindi: Sitaphal Ke Swasthvardhk Gun
 
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke LakshanBrain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
Brain Fever Symptoms in Hindi: Mastishk Mai Bukhar Ke Lakshan
 
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se BharpurKale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
Kale Chane ke Fayde: Swasthvardhak Guno Se Bharpur
 
Benefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindiBenefits of turnip in hindi
Benefits of turnip in hindi
 
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki CharbiYoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
Yoga to Reduce Belly Fat in Hindi: Yoga Se Kam Kare Pet Ki Charbi
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag DhabbeAcne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
Acne Scar Removal in Hindi: Hataye Chehre Ke Daag Dhabbe
 
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu UpayHome Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
Home Remedies for Yeast Infection: Jane Iske Gharelu Upay
 
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko SwasthJane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
Jane Spirulina Benefits in Hindi Aur Rakhe Apne aap Ko Swasth
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me JankariJaniye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
Janiye Foods to Avoid Before Sex Ke Bare Me Jankari
 
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna WajanJaniye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
Janiye Fat Burning Foods in Hindi Aur Kam Kijiye Apna Wajan
 
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye SundarJaniye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
Janiye Ayurvedic Treatment for Pimples in Hindi Aur Dikhiye Sundar
 
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye SwasthJaniye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
Janiye Stevia Benefits in Hindi Aur Rahiye Swasth
 
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale FaydeBlack Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
Black Pepper Benefits: Janiye Isse Hone Wale Fayde
 
Stress symptoms
Stress symptomsStress symptoms
Stress symptoms
 
Foods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnantFoods to eat to get pregnant
Foods to eat to get pregnant
 
Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)Herbal shampoo(1)
Herbal shampoo(1)
 
Exercise during period
Exercise during periodExercise during period
Exercise during period
 

Achhe Jivanyapan Ke Liye Khaiye Yeh Aahar (Nutritious Food)

  • 1. HRELATE.COM Acchi Sehat Chahiye to Roj Le Poshtik Aahar(Nutritious Food)
  • 2. • Aajkal ki bhagdod bhari life mai naa hi kisi ke paas thik tarike se khane ka samay hai aur naa hi sone ka. Aur iss tarah ki jivan sheli se sharir par to asar padega hi. Isliye adhiktar log apni bimari ka illaj karwane ke liye roj doctaro ke clinic ke chakkar katate najar aate rehte hai. • Bimari aur sehat dono ka rasta hamare khanpan se hokar gujarta hai. Agar aap yeh bhi jaan le ki kon se aese aahar hai jinhe khakar ham bimariyo se bach sakte hai to fir aapko pareshan hone ki jarurat hi nahi padegi. Saahi aahar aur poshan sharir ke liye bahut jaruri hota hai. Yaha tak ki doctor bhi kehte hai yadi aap apna aahar sahi kar le to aap dawao par kam kharch kar sakte hai. • Isliye santulit aahar ko apni rojmara jindagi mai shamil kare aur sehatmand rahe. To aaiye jante hai kuch Nutritious Food ke bare mai, jinka sevan karke aap swasth jivan ji sakte hai. hrelate.com
  • 4. hrelate.com Poshtik Aahar (Nutritious Food) Ke Sevan se Rahiye Swasth Jis aahar mai sabhi tarah ke poshak tatva jaise carbohydrate, protein, vasa, vitamins, minerals aur fiber samuchit anupat mai ho, use santulit poshtik aahar kaha jata hai. Yeh baat to spast hai ki ye poshak tatva kisi ek ya do khadya padharto mai nahi balki, vibhinna khadya padharto mai paye jate hai. Poshak tatvo ki ye matra pratyek vyakti ki umra, sharirik sarachna aur shararik-mansik sakriyata par nirbhar karti hai. • Palak (Spinach) Palak aur hari pattedar sabjiyo mai Vitamin aur protein paryapt matra mai paya jata hai. Hari pattedar sabjiyo mai mojud poshak tatva aapko sehatmand banaye rakhte hai. Inme Iron, Calcium, Vitamin K, vitamin A aur Selenium jaise jaruri poshak tatva paye jate hai. Palak ko mashpesiyo ke nirman ke liye behad upyogi mana jata hai. Palak Alzheimer se bhi dur karne mai madad karta hai. Palak ko sabji, salad, aamlet aur yaha tak ki pizza mai bhi shamil kiya ja sakta hai.
  • 5. hrelate.com • Nuts Roj ek mutthi bhar nuts khane se aap din bhar tarotaza aur active mehsus karenge. Nuts mai baadam(Almond) aur akhroth jyada mahtva rakhte hai. Baadam khane se dimaag tej hota hai aur khoon badta hai. Baadam ke andar accha cholesterol aur accha vasa paya jata hai. Jo sharir ke liye bilkul bhi kharab nahi hota hai. Isme resa hota hai. Jo sharir se vasa ko jala kar use swasth aur active banata hai. Agar aap rojana badam khate hai to aapki tond nahi niklegi. • Ankurit Anaj (Sprouts) Ankurit anaj sehat ke liye behad upyukt mana jata hai. Yeh poshak aur jivant aahar mana jata hai. Yeh turant sharir ko takat aur urja deta hai. Ankurit karne se anajo ki poshtikta badh jati hai. Masalan sukhe bijo mai vitamin C ki matra lagbhag 10 guna hoti hai. Fiber se bharpur ankurit anaj ko aasani se pachaya ja sakta hai. Ise khane se pet sambhabdi samsya bhi dur hoti hai aur pachan tantra majbut banta hai. Aur sabse majedar baat to yeh hai ki ise kisi bhi mousam mai khaya jaa sakta hai. • Dahi (Curd) Dahi aasani se pach jati hai. Aur yeh pet ko Probiotic pradan karti hai. Yeh ek accha bacteria hota hai. Jo jaundice se ladne mai sahayak hota hai. Roj khane ke sath thodi dahi le. Isse aapka pet bhi thik rehta hai.
  • 6. hrelate.com • Aavla (Amla) Aavala mai bahut sara vitamin C paya jata hai. Aap aamle ko kaccha ya fir sujha kar kha sakte hai. Iske alawa ise livar ko saaf karne ke liye juice mai bhi prayog kar sakte hai. • Shahad (Honey) Agar vajan jald gayab karna hai. To garm pani mai shahad milakar roj subah khali pet piye. Isme carbohydrate hota hai. Jo khane ko aasani se hajam karta hai aur sugar level ko bhi balance karta hai. Kosis kare ki chini ki jagah iska prayog kare. Aap shahad ko nimbu pani ke sath bhi pee sakte hai. • Brokali Ek cup brokali mai ek santre ke barbar Vitamin C hota hai. Iske saath hi usme protein bhi hota hai. Yeh ek urja ka strot ka ek bada strot hai. Gobhi jaise dikhne wali yeh sabji behad poshtik aur gunkari hoti hai. • Dudh(Milk) Dudh ek sampurn aahar hai jisme mineral, protein, vasa, carbohydrate, aur vitamin uccha matra mai paya jata hai. Ise ya to dahi ya panir ke rup mai khaya ja sakta hai. Ya fir keval dudh hi piya ja sakta hai.Yeh aapko dono hi prakar se labh pahuchayega.